Emaan Khan ne apnay career ki mushkilat par baat karte hue bataya ke unhon ne 10 saal ki umar se kaam shuru kiya. Emaan ne jazbati hotay hue bataya ke shuruat mein senior adakarayein un ki walida ki insult karti thi aur unhein garmi mein makeup room se bahar bitha diya jata tha.