Pakistan ki mashhoor actress Sara Khan ki Indian lookalike Priyanka Sharma ki photos social media par viral ho gayi hain. Users ne photos dekh kar Sara aur Priyanka ko confuse karte hua comments aur tags kiye. Social media par log Sara Khan aur uski Indian lookalike ke beech similarities par discussion kar rahe hain