Sannia Ashfaq ne cricketer Imad Wasim se talaq par khulasa karte hue bataya ke unhe pareshaniyon aur dhoke ka samna karna parha. Unhon ne ilzaam lagaya ke Imad aur unki family ne majboor karke zabardasti unka abortion karwaya. Aakhir kar Imad ne unhe talaq de kar doosri shadi kar li.