Samiya Hijab ne apni nayi video mein Hassan Zahid se rishte ka raaz share kiya. Pehle unki Hassan se mangni hui thi, lekin asal haqeeqat jaan kar unhone rishte khatam kar diya. Samiya ne kaha ke breakup ke baad Hassan ne unka phone zabardasti liya, un par attack aur abduct karne ki koshish ki, acid attack aur maarne ki dhamkiyan bhi di.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *