Bollywood superstar Salman Khan Bigg Boss 19 Ke Grand Finale Par National TV Par Rone Lag Gaye Jab Unhon Ne Dharmendra Ko Yaad Kiya. Salman Ne Bataya Ke Dharam Ji Unke Waalid Ke Birthday Par Inteqal Kar Gaye. Unhon Ne Kaha Ke Industry Ne Ek Behtareen Insaan kho diya fans bhi unko rota dehk ke emotional hogaye.