Sajal Aly ne aik live event me apne mashhoor drama “O Rangreza” ka OST gaa kar fans ki purani yaadein taza kar dein. Babar Zaheer ki master class me unki is khubsoorat singing ki video viral ho rahi hai, jis par fans unki awaz aur saadgi ki bohot tareef kar rahe hain.