Pakistan ki Maroof adakaara Sajal Aly ke naye dark-themed fashion photoshoot par fans ke mukhtalif jazbaat samne aye hain. Lambe baalon aur dark makeup me unka yeh naya look jahan kuch logon ko pasand aaya, wahi kuch sarfeen ne unhe Wednesday Addams se mila kar tanqeed ka nishana bhi banaya.