Senior Pakistani actress Saba Faisal ne host Fiza Ali ko Instagram par “Sharpasand” keh diya. Ye bayan Fiza Ali ke Ramzan transmissions mein over-emotional aur OTT reaction par aaya, jahan woh Dr. Nabiha Ali Khan ke divorce par zyada jazbati ho gayi. Social media par ye discussion viral ho gaya hai.