Russia aur China ne UK, Germany aur France (E3) ke faisle ki mazammat ki hai jisme Iran par dobara UN sanctions lagane ke liye “snapback mechanism” shuru kiya gaya. Europe ka kehna hai Iran ne 2015 nuclear deal tod di. Russia aur China ne ise “ghair tameeri” qarar diya, jabke E3 ne 2025 tak Iran ko diplomatic solution ka last chance diya.