Rumour hai ke Bill Gates apni Hindi serial debut karenge Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 2 mein, Smriti Irani ke saath. Storyline mein unka video call cameo hoga, teen episodes tak chalega, jahan maternal aur newborn health awareness highlight ki jayegi. Social issues aur entertainment ka perfect combo ban raha hai!