Pakistani actress Saba Qamar ne khulasa kiya ke romance abhi naya naya aya hai unki zindagi mein aur wo us ka poora maza le rahi hain! Podcast mein baat karte hue unhon ne bataya ke shooting ke doran unhe mild heart attack hua tha. Ab theek hain aur kehti hain, “Stress bhi dil ka dora la sakta hai.”