Indian actress Rashmika Mandanna ne aakhirkar Vijay Deverakonda ke saath apni engagement ki afwahon par khamoshi tod di! Eik interview mein jab unse poocha gaya to woh muskura kar boli, “Sabko sab pata hai.” Is jawab ne fans ko crazy kar diya. Usi waqt unki eik video viral hui jismein unke haath mein eik chamakdaar ring nazar aayi.