Dr. Bushra Iqbal ne jazbati andaaz mein yaad kiya ke Ramzan transmissions ka concept Aamir Liaquat ne introduce kiya tha. Unhon ne kaha ke aaj yeh format har channel par nazar aata hai. Dr. Bushra ko umeed hai ke is deeni asar ki wajah se Aamir Liaquat ko aaj bhi sawab mil raha hoga.