Samiya Hijab is waqt Ramzan ke mubarak mahine mein Umrah ada karne ke liye Makkah mein mojood hain. Unhon ne apni Umrah trip ki tasveerain social media par share karte hue kaha ke unhein ab woh sukoon mil gaya hai jo woh pehle doosri jagahon par dhoondh rahi thi. Samiya family ke sath nazar aayin.