Ramsha Khan ne Khushhal Khan se shadi ke baad acting se break lene ka faisla kiya hai. Unhon ne purane interview mein kaha tha ke wo shadi ke baad ghar sambhalengi aur kaam nahi karengi. Ab unhon ne Instagram se sab ko unfollow kar diya hai. Fans unke is faislay aur purani baat sach hone par mukhtalif comments kar rahe hain.