Bollywood ki controversial personality Rakhi Sawant ne Salman Khan ka saath dete hua director Abhinav Kashyap ko khabar dar kar diya “agar woh mujhe milegi to main use chappal se marungi.” Rakhi ne Salman ko “zameen ka devta” kaha aur unka shukriya ada kiya ke Salman ne unki madad ki. Woh Abhinav ke khilaaf sakht rawayya rakh rahi hain.