Rajab Butt ne podcast mein apni wife Emaan ke saath masail par khamoshi tod di! Usne bataya ke unke darmiyan koi bade issues nahi hua, Emaan sirf pregnancy ke doran apne walidain ke ghar thi. Social media ne baat ko hype kiya, lekin ab sab theek hai, Emaan wapas ghar aa gayi hai beta Kivan ke saath!