Entertainer Raghav Juyal ne announce kiya ke wo Dehradun mein apna 5-storey bungalow bana rahe hain! Farah Khan ke vlog mein Raghav ne bataya ke ye unke sapnon ka ghar hoga chhote shehar ke dancer se Bollywood star tak ka safar. Farah ne mazaak mein kaha, “Tu Nala Sopara se Las Vegas pahunch gaya!”