Shah Latif Town, Karachi mein qarza wapas maangne par sarwar naam ke shakhs ne miyan biwi ko galiy mein ghaseet kar shadeed tashadud ka nishana banaya. 👥 Victims ka kehna hai ke mulzim ne ghar ke badle 4 lakh liye, lekin ghar na diya. Police pohanchi toh mulzim tala laga kar farar ho gaya.