Pakistani cricketer Imad Wasim ki behan aur unki nayi biwi Nyla Rajah ne unki ex-wife Sannia Ashfaq par tanqeed ki hai. Imad ki behan ne Sannia ko qanooni karwaai ki dhamki di, jabke Nyla ne bhi ilzamat ko rad kiya. Is par Sannia Ashfaq ne bhi khamosh na rehte hue palat kar jawab diya hai.