Momina Iqbal ne haal hi mein apne Instagram bio ko badal kar “Proud Wife” likha hai, jis ne foran hi unke madaahon ki tawajjoh haasil kar li. Is tabdeeli ke baad social media par khushi ki lehr dorh gayi hai aur log unhein shadi ki mubarakbaad aur nek tamannaon ke paighamaat bhej rahe hain.