Hania Aamir ne khul kar bataya ke unhone parhai chor kar acting shuru ki, kyunke ghar mein kamane wala koi nahi tha. Hania ne kaha, “Mujhe hi ghar chalana tha.” Apni early struggles aur zimmedariyon ne hi unhe acting ki duniya mein laaya, aur aaj wo Pakistan ki top actresses mein shamil hain.