Pakistan mein polio cases 23 se bhar kar 24 tak pohanch gaye hain! Tank district KPK ki 20 months ki larki mein naya case confirm hua hai. Sirf southern KPK se iss saal 14 cases report hua. Total 16 cases KPK se: 4 Tank, 3-3 Bannu, Lakki Marwat, North Waziristan, aur 1-1 Torghar, DI Khan, Kohistan Lower se samne aye.