Pakistan ne Iran-America ke darmiyan tension kam karne ka faisla kiya hai. Iranian President Pezeshkian 2-3 August ko Pakistan ka pehla daura kar rahe hain. Wo Shehbaz Sharif aur Zardari se mulaqat karein ge. US ne bhi Pakistan ke kirdar ko saraha hai. FO ne BLA aur TTP ko India ke proxies aur Afghanistan mein panah-guzin qarar diya.