Pakistan ka sabse bara music show Pakistan Idol 2025 4 October se shuru ho raha hai aur sab se pehle Geo TV par air hoga. Judges me Rahat Fateh Ali Khan, Fawad Khan, Zeb Bangash aur Bilal Maqsood shamil hain aur Shafaat Ali hosting karenge. Mulk bhar ke talented youth is stage par apni awaaz aur hunar dikhayenge, aur naya superstar ka faisla hoga.