Saheefa Jabbar ne Overseas Pakistanis ko “munafiq” qarar dete hue kaha hai ke log bahar ja kar rona band karein. Unka manna hai ke log Pakistan se bahar settle ho kar wahan ke laws follow karte hain aur zindagi maze mein guzarte hain, magar phir bhi purane gharon aur maids ko yaad kar ke hypocrisy dikhate hain.