Pakistani director and actress Sangeeta ne Noman Ejaz ko unke non-professional behavior par shadeed tanqeed ka nishana banaya. Apne new drama serial “Bulleh Shah” ki shooting ke doran, unhone bataya ke Noman ne teen saal pehle full payment le li thi lekin shooting se inkaar kiya aur bahane banate rahe. Ab unki jagah doosre actor ko cast kiya gaya hai.