Nida Yasir ka naya hair transformation social media par buri tarah roast ho gaya. Morning show host ne permed hair aur naya styling try kiya, jise users ne Saba Qamar ke drama Muamma ki Jiji se compare kar diya. Kai logon ne look ko scary aur bilkul unsuitable kaha, jab ke comments mein mazaq bhi khoob udaya gaya.