Maroof content creator Rajab butt ki ex wife Emaan Assad apna naya YouTube channel shuru kar ke social media par wapsi kar rahi hain. Un ke bhai Aon Sheikh ne bataya ke channel aik se do din mein tayyar ho jaye ga. Fans un ke is naye safar ke liye kafi pur-josh aur excited hain.