Momina Iqbal ne Islamic scholar Nasir Madni ke sakht bayan par shadeed rad-e-amal diya hai. Nasir Madni ne unke case par tanqeed ki thi, jis par Momina ne unhein aurat ki tazheek par khara jawab diya. Ab unki legal team Nasir Madni ke khilaaf jhoote ilzaam tarashi par qanooni karwayi karegi.