Namra Shahid ne recent interview mein apni shadi se mutalliq baat cheet ki. Actress ne bataya ke unki shadi 2022 mein Zakriya Khan se hui aur woh apni married life se mutmaen hain. In dinoon woh Hum TV ke drama Muamma mein Asiya ke kirdar par zabardast tareef hasil kar rahi hain.