Maroof singer Atif Aslam ne rozmarra ki zindagi me namaz ki ahmiyat par baat ki hai. Unhon ne kaha ke kaam ya karobar jitna bhi zyada ho, panch waqt ki namaz ke liye waqt nikalna zaroori hai. Namaz ke waqt karobar aur dusre kaam chhor kar deeni zimmedari poori karni chahiye.