Maroof adakar Ali Ansari ne show ‘Rise and Shine’ me Nadia Khan par hone wali tanqeed ka difa kiya hai. Unhon ne kaha ke Sajal Aly ka drama ‘Zanjeerain’ ke scene par Nadia ke critique ko galat tarike se pesh kiya gaya aur tanqeed par ikhtilaf bilkul normal baat hai.