Bajrangi Bhaijaan Ki Munni All Grown Up! Harshaali Malhotra, jo 2015 mein Munni ke roop mein sab ka dil jeet gayi thi, 10 saal baad dobarah screen par wapsi kar rahi hai. Ab woh Telugu film Akhanda 2 se South cinema mein debut kar rahi hain. Fans ne unke comeback post par pyaar barsa diya Munni ab eik taiyaar, self-confident actress ban chuki hai.