Muneeb Butt ne shadi aur fatherhood se seekhi hui baatein share ki. Unhon ne kaha ke shadi aur bachon ke baad woh har decision family ko mad-e-nazar rakh kar lete hain. Punctuality, ghar wapas jana aur maaf karna unhon ne shadi ke baad seekha, jab ke family life ne unhein zyada mature aur responsible bana diya.