Islamabad ki eik raat ne Nazish Jahangir ko hila kar rakh diya! Actress ne Hasna Mana Hai mein kaha ke bachpan se unhein ghaib ki makhlooq nazar aati thi. College days mein 2:30am par unki gaari ke samne eik safaid sa saya aaya jo sirf unhein dikhai diya. Is waqia ke baad woh aur unke dost 5 din tak beemar rahe.