Mashhoor couple Aiman Khan aur Muneeb Butt ne Karachi mein tahaffuz ke mayar par apni rai ka izhar karte hue shehar ka difa kiya hai. Aiman ne kaha ke unhein kabhi mehsoos nahi hua ke woh Karachi mein jail mein hain, jabke Muneeb ne bhi Karachi aur Sindh ko mehfooz qarar diya.