Senior Pakistani actress Saba Faisal ne apni shadi ke baad family relations par apni insights share ki hain. Unhone kaha ke shadi ke bawajood unke mamo aur walida ka rista mazboot raha. Saba Faisal ke mutabiq naye rishton ka maqsad puranay rishte mazboot karna aur family mein mohabbat barhana hona chahiye, na ke unhe nuqsan pohchana.