Maroof adakara Humaira Bano ne apni shadi par hone wali tanqeed ka daant kar jawab diya hai. Unhon ne kaha ke unhein kisi bhi umar mein nikah karne ka poora haq hai kyun ke unhon ne aik lambi umar akele aur mushkilat mein guzari hai. Social media par fans un ki is baat ki himayat kar rahe hain.