Pakistani adakar Shahroz Sabzwari ne sabiq Wazir-e-Azam Imran Khan ki himayat mein aik ahem bayan jari kiya hai. Shahroz Sabzwari ka kehna hai ke unke walid ne unki parwarish halal rizq par ki hai, aur yahi wajah hai ke woh aaj haq aur sach ka sath dete hue Imran Khan ke sath kharay hain.