Maroof TikToker Kanwal Aftab ne apne haq mehr par baat karte hue bataya ke un ka haq mehr sirf 5,000 rupay hai. Unhon ne kaha ke zindagi bari raqam se nahi chalti, agar shohar saath na de to crore rupay bhi bekaar hain. Un ke is bayan ko fans kafi pasand kar rahe hain.