Aliza ne kaha ke wo us din ka intezar kar rahi hain jab unka beta bara ho kar apni biwi ko pehli aur bacho ko doosri tarjeeh de ga, jabke unhen maa ko sab se aakhir mein rakhe ga. Aliza ka manna hai ke agar Sultan ne aisa kiya to wo samjhen gi ke unhon ne bete ki tarbiyat behtareen ki hai.