Fahad Mustafa ne adakara Mehwish Hayat ke sath apne kaam ke tajurbe par baat ki hai. Unhon ne aik dilchasp bayan mein kaha ke Mehwish aur woh bachpan se aik sath kaam kar rahe hain. Dono ki on-screen jorhi ko industry mein behad pasand kiya jata hai aur unka yeh bayan ab viral ho raha hai.