Maroof host Nida Yasir ne khulaasa kiya hai ke Sarwat Gilani ke shohar Dr. Fahad Mirza ne unhe teesre bachay ke baad bhi mazeed bache paida karne ka mashwara diya tha. Fahad ka kehna tha ke khubsurat joroon ke ziyada bache hone chahiye, jabke Nida ne barhti abadi aur parvarish ke masail ke baais is se ikhtilaf kiya.