Urwa Hocane ne dawa kiya hai ke drama industry mein Mawra Hocane jaisa khubsurat koi nahi rota. Unhon ne awam ko challenge kiya ke wo Mawra ke rone ki naqal kar ke dikhayein. Mawra ne mazeed bataya ke unhen unki Bollywood film bhi isi makhsoos andaaz ki wajah se mili thi.