Maryam Nafees ka zabardast bayan kehti hain, shadi ka matlab sirf mohabbat nahi, samajh aur tameez bhi hai! Maryam ne kaha, “Maine 30 saal ki umar mein shadi ki jab mujhe laga ke sahi insan mil gaya hai. Khandan ne kabhi dabao nahi dala, maine hamesha soch samajh kar faisla kiya.”