Pakistan ki mashhoor actress Maryam Nafees ne bataaya ke jab unka aur unke husband se ladayi ho jaye, to eik banda room se bahar chala jata hai, thoda break lete hain aur agle din nashtay ke time baat karke sab solve kar lete hain. Fans ne isay smart aur patience wali trick bola.