Actor Gohar Rasheed ne bata diya ke Makkah Mukarramah mein nikah karne ka faisla un dono ka milkar tha! Podcast mein Gohar ne kaha ke ye unka purana khwab tha ke shadi Makkah mein hi ho. Unhone kaha, “Jab decide kiya shadi ka, toh confirm tha ke Makkah mein hi hogi.”