Hina Afridi ne inkishaf kiya hai ke unki skin par makeup bilkul suit nahi karta aur wo is mein “horrible” lagti hain. Unhon ne bataya ke unki maa ne kabhi makeup ki ijazat nahi di, isliye wo sirf tint aur mascara par guzara karti hain. Hina ke mutabiq aaj kal heavy makeup ka trend bhi khatam ho raha hai.