Jan Rambo ne apni shadi ki rukhsati par rone ki wajah batadi. Aur kaha ke woh apni purani mushkilaat aur ghar banane ki mehnat ko yaad kar ke jazbaati ho gaye thay. Dusri shadi ke sawal par unhon ne mazaq mein kaha ke woh sirf check karne ke liye ye afwah phelana chahte hain ke unhon ne dusri shadi kar li hai.